Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi, Urdu Ghazal By Karamat Ghauri

Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karamat Ghauri. Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہت تھکان بدن میں مرے سفر کی رہی

کرامت غوری

بہت تھکان بدن میں مرے سفر کی رہی

مگر وہ شوق کی منزل کہ ہر نگر کی رہی

وہ جس پہ چل کے سدا پاؤں زخم زخم ہوئے

نہ جانے کھوج ہمیں کیوں اسی ڈگر کی رہی

جو میری ذات کی پنہائیاں سمجھ لیتی

تمام عمر ضرورت اسی نظر کی رہی

جب اپنے آپ میں ڈوبے فلک کو چھو آئے

کہ احتیاج ہمیں اب نہ بال و پر کی رہی

ہمیں سے سنت منصور اب بھی زندہ ہے

کہ ہر زمانے کو حاجت ہمارے سر کی رہی

بلا سبب تو کرامتؔ پہ اپنی ناز نہیں

کہ چار دانگ میں شہرت مرے اثر کی رہی

کرامت غوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi

Karamat Ghauri

bahut thakan badan mein mere safar ki rahi
magar wo shauq ki manzil ki har nagar ki rahi

wo jis pe chal ke sada panw zaKHm zaKHm hue
na jaane khoj hamein kyon usi Dagar ki rahi

jo meri zat ki pinhaiyan samajh leti
tamam umr zarurat usi nazar ki rahi

jab apne aap mein Dube falak ko chhu aae
ki ehtiyaj hamein ab na baal-o-par ki rahi

hamin se sunnat-e-mansur ab bhi zinda hai
ki har zamane ko hajat hamare sar ki rahi

bila-sabab to 'karamat' pe apni naz nahin
ki chaar-dang mein shohrat mere asar ki rahi

(685) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi written by Karamat Ghauri at UrduPoint. Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi is one of the masterpieces written by Karamat Ghauri. You can also find the complete poetry collection of Karamat Ghauri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karamat Ghauri' above.

Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahut Thakan Badan Mein Mere Safar Ki Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.