Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin, Urdu Ghazal By Karan Singh Karan

Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karan Singh Karan. Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی شے پر بھی اختیار نہیں

کرن سنگھ کرن

کسی شے پر بھی اختیار نہیں

زیست میں کچھ بھی پائیدار نہیں

یہ بھی ہے معجزہ محبت کا

غم کئی کوئی غم گسار نہیں

میں نے دنیا نثار کی جس پر

مجھ پہ اس کو ہی اعتبار نہیں

سارے مطلب کے رشتے ناطے ہیں

کوئی رشتہ بھی استوار نہیں

ہر گھڑی بے قرار رہتا ہے

دل کو حاصل کبھی قرار نہیں

راحتوں کا تو ذکر ہی کیا ہے

غم بھی دنیا میں پائیدار نہیں

لوگ دنیا کے خود غرض ہیں کرنؔ

یہ کسی کے بھی غم گسار نہیں

کرن سنگھ کرن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin

Karan Singh Karan

kisi shai par bhi iKHtiyar nahin
zist mein kuchh bhi paedar nahin

ye bhi hai moajiza mohabbat ka
gham kai koi gham-gusar nahin

main ne duniya nisar ki jis par

mujh pe us ko hi eatibar nahin

sare matlab ke rishte-nate hain
koi rishta bhi ustuwar nahin

har ghaDi be-qarar rahta hai
dil ko hasil kabhi qarar nahin

rahaton ka to zikr hi kya hai
gham bhi duniya mein paedar nahin

log duniya ke KHud-gharaz hain 'karan'
ye kisi ke bhi gham-gusar nahin

(425) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin written by Karan Singh Karan at UrduPoint. Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin is one of the masterpieces written by Karan Singh Karan. You can also find the complete poetry collection of Karan Singh Karan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karan Singh Karan' above.

Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Shai Par Bhi IKHtiyar Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.