Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida, Urdu Ghazal By Kareem Roomani

Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kareem Roomani. Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر عالم کی بن جائے وہ ہوگا کب بشر پیدا

کریم رومانی

نظر عالم کی بن جائے وہ ہوگا کب بشر پیدا

بڑی مشکل سے ہوتا ہے چمن میں دیدہ ور پیدا

قصور اپنا ہی تھا جو اس ستم گر کی تمنا کی

نہ ہوتی یہ خلش دل میں نہ ہوتا یہ شرر پیدا

رخ روشن پہ زلفوں کا یہ لہرانا یہ اڑ جانا

مری دنیائے دل میں کرتے ہیں شام و سحر پیدا

اسیران قفس مایوس ہونے کی ضرورت کیا

اگر ہوں حوصلے دل میں تو ہوں گے بال و پر پیدا

در پروانہ پہ خود شمع کھنچ کے آ ہی جائے گی

اگر ہو جذب دل اپنا تو پھر کچھ ہو اثر پیدا

کریم رومانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida

Kareem Roomani

nazar aalam ki ban jae wo hoga kab bashar paida
baDi mushkil se hota hai chaman mein dida-war paida

qusur apna hi tha jo us sitamgar ki tamanna ki
na hoti ye KHalish dil mein na hota ye sharar paida

ruKH-e-raushan pe zulfon ka ye lahrana ye uD jaana
meri duniya-e-dil mein karte hain sham-o-sahar paida

asiran-e-qafas mayus hone ki zarurat kya
agar hon hausle dil mein to honge baal-o-par paida

dar-e-parwana pe KHud shama khinch ke aa hi jaegi
agar ho jazb-e-dil apna to phir kuchh ho asar paida

(588) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida written by Kareem Roomani at UrduPoint. Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida is one of the masterpieces written by Kareem Roomani. You can also find the complete poetry collection of Kareem Roomani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kareem Roomani' above.

Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Aalam Ki Ban Jae Wo Hoga Kab Bashar Paida, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.