Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun, Urdu Ghazal By Karrar Noori

Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karrar Noori. Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حکم آیا ہے کہ فتنے کو بھی فتنہ نہ کہوں

کرار نوری

حکم آیا ہے کہ فتنے کو بھی فتنہ نہ کہوں

جیسا دیکھا ہے سنا ہے اسے ویسا نہ کہوں

میرے چپ رہنے سے کیا بات سنور جائے گی

لوگ خود بھی تو سمجھتے ہیں کہوں یا نہ کہوں

حسن غمزے سے چھٹا عشق فراموش ہوا

ایسے حالات میں کیا شعر بھی سچا نہ کہوں

خود کشی اور شہادت میں ہے اک فرق لطیف

کاش جو کچھ مجھے کہنا ہے وہ تنہا نہ کہوں

کس قدر ظلم ہے حالات کا نوریؔ صاحب

آپ دھوکا مجھے دیں اور میں دھوکا نہ کہوں

کرار نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun

Karrar Noori

hukm aaya hai ki fitne ko bhi fitna na kahun
jaisa dekha hai suna hai use waisa na kahun

mere chup rahne se kya baat sanwar jaegi
log KHud bhi to samajhte hain kahun ya na kahun

husn ghamze se chhuTa ishq faramosh hua
aise haalat mein kya sher bhi sachcha na kahun

KHud-kushi aur shahadat mein hai ek farq-e-latif
kash jo kuchh mujhe kahna hai wo tanha na kahun

kis qadar zulm hai haalat ka 'nuri' sahab
aap dhoka mujhe den aur main dhoka na kahun

(754) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun written by Karrar Noori at UrduPoint. Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun is one of the masterpieces written by Karrar Noori. You can also find the complete poetry collection of Karrar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karrar Noori' above.

Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hukm Aaya Hai Ki Fitne Ko Bhi Fitna Na Kahun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.