Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha, Urdu Ghazal By Karrar Noori

Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karrar Noori. Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں لمحہ لمحہ نئے اپنے خد و خال میں تھا

کرار نوری

میں لمحہ لمحہ نئے اپنے خد و خال میں تھا

کہ جو بھی کچھ تھا میں اپنی شکست حال میں تھا

نظر پڑا تو وہ ایسے نہ دیکھا ہو جیسے

وہ عکس عکس تھا اور اپنے ہی جمال میں تھا

ترے خیال سے میں اس قدر ہوا مانوس

تو سامنے تھا مگر میں ترے خیال میں تھا

شکست و ریخت نے ہی مجھ کو خود کفیل کیا

تھا زخم زخم مگر اپنے اندمال میں تھا

تمہارے وعدے سے صدیوں کی عمر لے آیا

جو لمحہ قربت و دوری کے اتصال میں تھا

کرار نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha

Karrar Noori

main lamha lamha nae apne KHadd-o-KHal mein tha
ki jo bhi kuchh tha main apni shikast-e-haal mein tha

nazar paDa to wo aise na dekha ho jaise
wo aks aks tha aur apne hi jamal mein tha

tere KHayal se main is qadar hua manus
tu samne tha magar main tere KHayal mein tha

shikast-o-reKHt ne hi mujh ko KHud-kafil kiya
tha zaKHm zaKHm magar apne indimal mein tha

tumhaare wade se sadiyon ki umr le aaya
jo lamha qurbat-o-duri ke ittisal mein tha

(562) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha written by Karrar Noori at UrduPoint. Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha is one of the masterpieces written by Karrar Noori. You can also find the complete poetry collection of Karrar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karrar Noori' above.

Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Lamha Lamha Nae Apne KHadd-o-Khaal Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.