Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega, Urdu Ghazal By Kashmiri Lal Zakir

Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kashmiri Lal Zakir. Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شبنم میں چاندنی میں گلابوں میں آئے گا

کشمیری لال ذاکر

شبنم میں چاندنی میں گلابوں میں آئے گا

اب تیرا ذکر ساری کتابوں میں آئے گا

جو لمحہ کھو گیا ہے اسے پھر نہ ڈھونڈھنا

جو چاند ڈھل چکا ہے وہ خوابوں میں آئے گا

دکھ دے رہی ہیں اس کی یہ برفیلی عادتیں

پگھلے گا ایک دن تو شرابوں میں آئے گا

پہچان بھی سکو گے نہیں اپنے نام کو

آئے گا بھی تو اتنے حجابوں میں آئے گا

جب تیرا نام حسن کی تاریخ بن گیا

پھر میرا ذکر دل کی کتابوں میں آئے گا

کشمیری لال ذاکر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega

Kashmiri Lal Zakir

shabnam mein chandni mein gulabon mein aaega
ab tera zikr sari kitabon mein aaega

jo lamha kho gaya hai use phir na DhunDhna
jo chand Dhal chuka hai wo KHwabon mein aaega

dukh de rahi hain us ki ye barfili aadaten
pighlega ek din to sharabon mein aaega

pahchan bhi sakoge nahin apne nam ko
aaega bhi to itne hijabon mein aaega

jab tera nam husn ki tariKH ban gaya
phir mera zikr dil ki kitabon mein aaega

(769) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega written by Kashmiri Lal Zakir at UrduPoint. Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega is one of the masterpieces written by Kashmiri Lal Zakir. You can also find the complete poetry collection of Kashmiri Lal Zakir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kashmiri Lal Zakir' above.

Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shabnam Mein Chandni Mein Gulabon Mein Aaega, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.