Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein, Urdu Ghazal By Kausar Mazhari

Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kausar Mazhari. Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پھر کوئی تصویر ابھری خواب میں

کوثر مظہری

پھر کوئی تصویر ابھری خواب میں

بے قراری ہے دل بیتاب میں

ساحل دریا پہ کیوں لرزاں ہو تم

میں چلا ہنستا ہوا گرداب میں

روشنی مل جائے باطن کو مرے

کچھ اضافہ ہو جو غم کے باب میں

اب کہاں اس چہرۂ زیبا کا عکس

بہہ گیا جو کچھ کہ تھا سیلاب میں

خواب خوش ہے دیکھ کر مہتاب کو

نیند گریاں بستر کمخواب میں

چاند کو دیکھے سے کوثرؔ ہنس پڑا

آپ کیوں ہیں اتنے پیچ و تاب میں

کوثر مظہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein

Kausar Mazhari

phir koi taswir ubhri KHwab mein
be-qarari hai dil-e-betab mein

sahil-e-dariya pe kyon larzan ho tum
main chala hansta hua girdab mein

raushni mil jae baatin ko mere
kuchh izafa ho jo gham ke bab mein

ab kahan us chehra-e-zeba ka aks
bah gaya jo kuchh ki tha sailab mein

KHwab KHush hai dekh kar mahtab ko
nind giryan bistar-e-kamKHab mein

chand ko dekhe se 'kausar' hans paDa
aap kyon hain itne pech-o-tab mein

(630) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein written by Kausar Mazhari at UrduPoint. Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein is one of the masterpieces written by Kausar Mazhari. You can also find the complete poetry collection of Kausar Mazhari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kausar Mazhari' above.

Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Phir Koi Taswir Ubhri KHwab Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.