Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha, Urdu Ghazal By Kazim Jarwali

Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kazim Jarwali. Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سامنے جیسی چمک اور نہ جوہر دیکھا

کاظم جرولی

سامنے جیسی چمک اور نہ جوہر دیکھا

آئینہ میں نے کئی بار پلٹ کر دیکھا

کبھی طوفاں کبھی ساحل کبھی گوہر دیکھا

رات بھر خواب میں پیاسے نے سمندر دیکھا

کیا ملے گا بھلا انسان کے چہرے کا سراغ

جب بھی دیکھا مجھے دنیا نے تو بے سر دیکھا

ریگ صحرا بھی اچھلنے لگی پانی کی طرح

جب سرابوں پہ کبھی پھینک کے پتھر دیکھا

درس اخلاص ہے سورج کا مقدر کاظمؔ

اتنا ہی اونچا ہوا جتنا زمین پر دیکھا

کاظم جرولی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha

Kazim Jarwali

samne jaisi chamak aur na jauhar dekha
aaina main ne kai bar palaT kar dekha

kabhi tufan kabhi sahil kabhi gauhar dekha
raat bhar KHwab mein pyase ne samundar dekha

kya milega bhala insan ke chehre ka suragh
jab bhi dekha mujhe duniya ne to be-sar dekha

reg-e-sahra bhi uchhalne lagi pani ki tarah
jab sarabon pe kabhi phenk ke patthar dekha

dars-e-iKHlas hai suraj ka muqaddar 'kazim'
utna hi uncha hua jitna zamin par dekha

(340) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha written by Kazim Jarwali at UrduPoint. Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha is one of the masterpieces written by Kazim Jarwali. You can also find the complete poetry collection of Kazim Jarwali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kazim Jarwali' above.

Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Samne Jaisi Chamak Aur Na Jauhar Dekha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.