Apna Socha Hua Nahin Hota, Urdu Ghazal By Kazim Raza Rahi

Apna Socha Hua Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kazim Raza Rahi. Apna Socha Hua Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apna Socha Hua Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنا سوچا ہوا نہیں ہوتا

کاظم رضا راہی

اپنا سوچا ہوا نہیں ہوتا

ورنہ دنیا میں کیا نہیں ہوتا

غم سے گزرے ہزار بار بھلے

درد پھر بھی دوا نہیں ہوتا

اس کی عادت فقیر جیسی ہے

کچھ بھی کہہ دو خفا نہیں ہوتا

یاد آئیں نہ شبنمی لمحے

زخم کوئی ہرا نہیں ہوتا

خواب میں منزلیں تو ہوتی ہیں

ہاں مگر راستہ نہیں ہوتا

مفلسی کی وجہ سے اے راہیؔ

کوئی وعدہ وفا نہیں ہوتا

کاظم رضا راہی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apna Socha Hua Nahin Hota

Kazim Raza Rahi

apna socha hua nahin hota
warna duniya mein kya nahin hota

gham se guzre hazar bar bhale
dard phir bhi dawa nahin hota

us ki aadat faqir jaisi hai
kuchh bhi kah do KHafa nahin hota

yaad aaen na shabnami lamhe
zaKHm koi hara nahin hota

KHwab mein manzilen to hoti hain
han magar rasta nahin hota

muflisi ki wajah se ai 'rahi'
koi wada wafa nahin hota

(751) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apna Socha Hua Nahin Hota written by Kazim Raza Rahi at UrduPoint. Apna Socha Hua Nahin Hota is one of the masterpieces written by Kazim Raza Rahi. You can also find the complete poetry collection of Kazim Raza Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kazim Raza Rahi' above.

Apna Socha Hua Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apna Socha Hua Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.