Aur Na KhaTka Kar Baba, Urdu Ghazal By Kewal Krishan Rishi

Aur Na KhaTka Kar Baba is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kewal Krishan Rishi. Aur Na KhaTka Kar Baba comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aur Na KhaTka Kar Baba on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اور نہ کھٹکا کر بابا

کیول کرشن رشیؔ

اور نہ کھٹکا کر بابا

اپنے آپ سے ڈر بابا

چھوڑ چلا جب گھر بابا

دیکھ نہ اب مڑ کر بابا

سب کچھ تیرے اندر ہے

کچھ بھی نہیں باہر بابا

گھوم نہ یوں کشکول لیے

صبر سے جھولی بھر بابا

یہ جینا کیا جینا ہے

جینا ہے تو مر بابا

ٹھان لیا سو ٹھان لیا

اب کیا اگر مگر بابا

بات رشیؔ کی مان بھی لے

شام ہوئی چل گھر بابا

کیول کرشن رشیؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aur Na KhaTka Kar Baba

Kewal Krishan Rishi

aur na khaTka kar baba
apne aap se Dar baba

chhoD chala jab ghar baba
dekh na ab muD kar baba

sab kuchh tere andar hai
kuchh bhi nahin bahar baba

ghum na yun kashkol liye
sabr se jholi bhar baba

ye jina kya jina hai
jina hai to mar baba

Than liya so Than liya
ab kya agar magar baba

baat 'rishi' ki man bhi le
sham hui chal ghar baba

(536) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aur Na KhaTka Kar Baba written by Kewal Krishan Rishi at UrduPoint. Aur Na KhaTka Kar Baba is one of the masterpieces written by Kewal Krishan Rishi. You can also find the complete poetry collection of Kewal Krishan Rishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kewal Krishan Rishi' above.

Aur Na KhaTka Kar Baba is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aur Na KhaTka Kar Baba, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.