Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri, Urdu Ghazal By Khaleel Ahmad

Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaleel Ahmad. Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فصیل شہر پہ لکھی ہے داستاں میری

خلیل احمد

فصیل شہر پہ لکھی ہے داستاں میری

میں کیسے بات کروں قید ہے زباں میری

محبتوں کے بھی یہ سلسلے عجیب سے ہیں

جدا ہے مجھ سے مگر پھر بھی ہے وہ جاں میری

میں اپنے شہر میں رہ کر بھی اجنبی سا رہا

کہ کوئی سنتا نہیں بات بھی یہاں میری

جو جان لیتا تھا اندر کا حال آنکھوں سے

اسے سنائی نہیں دیتیں سسکیاں میری

خدایا تیرا کرم ہے کہ مجھ کو عزت دی

وگرنہ اتنی بھی اوقات تھی کہاں میری

خلیل احمد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri

Khaleel Ahmad

fasil-e-shahr pe likkhi hai dastan meri
main kaise baat karun qaid hai zaban meri

mohabbaton ke bhi ye silsile ajib se hain
juda hai mujh se magar phir bhi hai wo jaan meri

main apne shahr mein rah kar bhi ajnabi sa raha
ki koi sunta nahin baat bhi yahan meri

jo jaan leta tha andar ka haal aankhon se
use sunai nahin detin siskiyan meri

KHudaya tera karam hai ki mujh ko izzat di
wagarna itni bhi auqat thi kahan meri

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri written by Khaleel Ahmad at UrduPoint. Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri is one of the masterpieces written by Khaleel Ahmad. You can also find the complete poetry collection of Khaleel Ahmad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaleel Ahmad' above.

Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri is a widely read Urdu Ghazal. If you like Fasil-e-shahr Pe Likkhi Hai Dastan Meri, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.