Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya, Urdu Ghazal By Khalid Basheer

Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Basheer. Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اتر گئے دریا میں پھر گہرائی کا اندازہ کیا

خالد بشیر

اتر گئے دریا میں پھر گہرائی کا اندازہ کیا

حبس سے باہر جانا ہے تو کھڑکی کیا دروازہ کیا

کس دشمن لشکر کی نازک خوابوں پر یلغار ہوئی

بکھر گیا ہے اتنی جلدی بستی کا شیرازہ کیا

مدت سے جو بند پڑے تھے سارے دریچے کھول دئے

اب کمرے میں در آئیں گی دیکھو ہوائیں تازہ کیا

لمبی تان کے سونے والو تم کو جگانے کی خاطر

صور اسرافیل کی مانند آئے گا آوازہ کیا

یہ تو ہے کہ مثال بھی کوئی اپنے پیچھے رہ جائے

ورنہ سفر عشق میں کوئی غلطی کیا خمیازہ کیا

خالد بشیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya

Khalid Basheer

utar gae dariya mein phir gahrai ka andaza kya
habs se bahar jaana hai to khiDki kya darwaza kya

kis dushman lashkar ki nazuk KHwabon par yalghaar hui
bikhar gaya hai itni jaldi basti ka shiraaza kya

muddat se jo band paDe the sare dariche khol diye
ab kamre mein dar aaengi dekho hawaen taza kya

lambi tan ke sone walo tum ko jagane ki KHatir
sur-e-israfil ki manind aaega aawaza kya

ye to hai ki misal bhi koi apne pichhe rah jae
warna safar-e-ishq mein koi ghalati kya KHamyaza kya

(648) ووٹ وصول ہوئے

You can read Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya written by Khalid Basheer at UrduPoint. Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya is one of the masterpieces written by Khalid Basheer. You can also find the complete poetry collection of Khalid Basheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Basheer' above.

Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Utar Gae Dariya Mein Phir Gahrai Ka Andaza Kya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.