Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada, Urdu Ghazal By Khalid Basheer

Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Basheer. Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کا دور ہے جب سے زوال آمادہ

خالد بشیر

وفا کا دور ہے جب سے زوال آمادہ

یہ دل ہوا ہے زیادہ وصال آمادہ

عجیب رت میں گلوں پر بہار آئی ہے

پرند شوق کہ ہے انتقال آمادہ

بڑی لطیف تھی وہ بات جس کے سننے سے

لہو بدن میں ہوا ہے ابال آمادہ

کوئی سخن کوئی کوشش بھی کارگر نہ ہوئی

مزاج یار بہت ہے ملال آمادہ

گزر نہ جائیں انہیں روک لو کہ اب بھی ہیں

رفاقتوں کے لئے ماہ و سال آمادہ

خالد بشیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada

Khalid Basheer

wafa ka daur hai jab se zawal-amada
ye dil hua hai ziyaada visal-amada

ajib rut mein gulon par bahaar aai hai
parind-e-shauq ki hai intiqal-amada

baDi latif thi wo baat jis ke sunne se
lahu badan mein hua hai ubaal-amada

koi suKHan koi koshish bhi kargar na hui
mizaj-e-yar bahut hai malal-amada

guzar na jaen inhen rok lo ki ab bhi hain
rafaqaton ke liye mah-o-sal aamada

(409) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada written by Khalid Basheer at UrduPoint. Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada is one of the masterpieces written by Khalid Basheer. You can also find the complete poetry collection of Khalid Basheer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Basheer' above.

Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Ka Daur Hai Jab Se Zawal-amada, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.