Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak, Urdu Ghazal By Khalid Ebadi

Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Ebadi. Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مسافر راستے میں ہے ابھی تک

خالد عبادی

مسافر راستے میں ہے ابھی تک

نہیں پہنچا اجالا تیرگی تک

گلوں میں چاند کھلنے کے یہ دن ہیں

مگر کھلتی نہیں ہے اک کلی تک

ذرا سا درد اور اتنی دوائیں

پسند آئی نہیں چارہ گری تک

برہنہ جسم پر دو چار دھبے

تماشا دیکھتے ہیں اجنبی تک

وہ ایسی قیمتی شے بھی نہیں تھی

لٹی تو یاد آتی ہے ابھی تک

لکھا خنجر سے تیرا نام دل پر

ہمیں آتی نہیں دیوانگی تک

اسے تصویر کرنے کی لگن میں

عبادیؔ بھول بیٹھے خودکشی تک

خالد عبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak

Khalid Ebadi

musafir raste mein hai abhi tak
nahin pahuncha ujala tirgi tak

gulon mein chand khilne ke ye din hain
magar khilti nahin hai ek kali tak

zara sa dard aur itni dawaen
pasand aai nahin chaaragari tak

barahna jism par do-chaar dhabbe
tamasha dekhte hain ajnabi tak

wo aisi qimti shai bhi nahin thi
luTi to yaad aati hai abhi tak

likha KHanjar se tera nam dil par
hamein aati nahin diwangi tak

use taswir karne ki lagan mein
'ibaadi' bhul baiThe KHud-kushi tak

(614) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak written by Khalid Ebadi at UrduPoint. Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak is one of the masterpieces written by Khalid Ebadi. You can also find the complete poetry collection of Khalid Ebadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Ebadi' above.

Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak is a widely read Urdu Ghazal. If you like Musafir Raste Mein Hai Abhi Tak, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.