Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha, Urdu Ghazal By Khalid Irfan

Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Irfan. Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دعاؤں کی ضرورت ہے دوا میں کچھ نہیں رکھا

خالد عرفان

دعاؤں کی ضرورت ہے دوا میں کچھ نہیں رکھا

چچی میں جان باقی ہے چچا میں کچھ نہیں رکھا

گریباں کے بٹن سر کا دوپٹہ آنکھ کا پردہ

تمہاری آرٹی فیشل حیا میں کچھ نہیں رکھا

ربر کے دستخط پتھر کے افسر موم کے کاغذ

جب اندر سے ٹٹولا نادرا میں کچھ نہیں رکھا

جو تم پرفیوم میں ڈبکی لگا کر روز آتی ہو

فضا تم سے معطر ہے ہوا میں کچھ نہیں رکھا

محلے میں انہیں کہتے ہیں سب شرالنسا بیگم

تو یہ ثابت ہوا خیرالنسا میں کچھ نہیں رکھا

مسز اقبال پانی مانگ کے پیتی ہیں شوہر سے

پھر اس کے بعد کہتی ہیں پیا میں کچھ نہیں رکھا

محبت سے جو خالی ہو وہ دل بے کار ہوتا ہے

خلا میں جائیے بیت الخلاء میں کچھ نہیں رکھا

وہ میک اپ کے سہارے بن گئی فلموں کی ہیروئن

نہ ہو ناز و ادا تو نازیہ میں کچھ نہیں رکھا

ہماری نسل کے خالی کنستر یہ بتاتے ہیں

تلو میں کچھ نہیں ہے ڈالڈا میں کچھ نہیں رکھا

تو یہ نوٹوں کی خوشبو کون سی پاکٹ سے آئی ہے

میں کیسے مان لوں بند قبا میں کچھ نہیں رکھا

خالد عرفان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha

Khalid Irfan

duaon ki zarurat hai dawa mein kuchh nahin rakkha
chachi mein jaan baqi hai chacha mein kuchh nahin rakkha

gareban ke baTan sar ka dupaTTa aankh ka parda
tumhaari artificial haya mein kuchh nahin rakkha

rabar ke dastaKHat patthar ke afsar mom ke kaghaz
jab andar se TaTola nadira mein kuchh nahin rakkha

jo tum parfum mein Dupki laga kar roz aati ho
faza tum se moattar hai hawa mein kuchh nahin rakkha

mohalle mein unhen kahte hain sab sharrunnisa-begam
to ye sabit hua KHairunnisa mein kuchh nahin rakkha

mrs iqbaal pani mang ke piti hain shauhar se
phir is ke baad kahti hain piya mein kuchh nahin rakkha

mohabbat se jo KHali ho wo dil be-kar hota hai
KHala mein jaiye bait-ul-KHala mein kuchh nahin rakkha

wo make-up ke sahaare ban gai filmon ki heroine
na ho naz-o-ada to naziya mein kuchh nahin rakkha

hamari nasl ke KHali kanastar ye batate hain
talo mein kuchh nahin hai DalDa mein kuchh nahin rakkha

to ye noTon ki KHushbu kaun si pocket se aai hai
main kaise man lun band-e-qaba mein kuchh nahin rakkha

(904) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha written by Khalid Irfan at UrduPoint. Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha is one of the masterpieces written by Khalid Irfan. You can also find the complete poetry collection of Khalid Irfan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Irfan' above.

Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duaon Ki Zarurat Hai Dawa Mein Kuchh Nahin Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.