Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya, Urdu Ghazal By Khalid Koti

Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Koti. Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے ہی شہر میں اجنبی ہو گیا

خالد کوٹی

اپنے ہی شہر میں اجنبی ہو گیا

دوستوں نے جو چاہا وہی ہو گیا

غیر تو غیر اپنوں سے نسبت نہیں

کس قدر خود غرض آدمی ہو گیا

پیار اخلاص دل بستگی دلبری

آج کل پیکر کاغذی ہو گیا

قتل اس نے کیا اپنا کہہ کر مجھے

سارے الزام سے بھی بری ہو گیا

لوگ کیوں اس کو مغرور کہنے لگے

پیدا جس میں شعور خودی ہو گیا

کیا کوئی انقلاب اور آنے کو ہے

چہرہ غنچوں کا کیوں شبنمی ہو گیا

جو بھی گزرا ہے خالدؔ تری یاد میں

لمحہ وہ حاصل زندگی ہو گیا

خالد کوٹی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya

Khalid Koti

apne hi shahr mein ajnabi ho gaya
doston ne jo chaha wahi ho gaya

ghair to ghair apnon se nisbat nahin
kis qadar KHud-gharaz aadmi ho gaya

pyar iKHlas dil-bastagi dilbari
aaj-kal paikar-e-kaghazi ho gaya

qatl us ne kiya apna kah kar mujhe
sare ilzam se bhi bari ho gaya

log kyon us ko maghrur kahne lage
paida jis mein shuur-e-KHudi ho gaya

kya koi inqalab aur aane ko hai
chehra ghunchon ka kyon shabnami ho gaya

jo bhi guzra hai 'KHalid' teri yaad mein
lamha wo hasil-e-zindagi ho gaya

(876) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya written by Khalid Koti at UrduPoint. Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya is one of the masterpieces written by Khalid Koti. You can also find the complete poetry collection of Khalid Koti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Koti' above.

Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Hi Shahr Mein Ajnabi Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.