Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa, Urdu Ghazal By Khalid Mahmood

Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Mahmood. Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں ہے اگر ان میں بارش ہوا

خالد محمود

نہیں ہے اگر ان میں بارش ہوا

اٹھا بادلوں کی نمائش ہوا

گہے برف ہے گاہ آتش ہوا

تجھے کیوں ہے دلی سے رنجش ہوا

میں گنجان شہروں کا مارا ہوا

نوازش نوازش نوازش ہوا

ترے ساتھ چلنے کی عادت نہیں

ہماری نہ کر آزمائش ہوا

شکستہ سفینہ مسافر نڈھال

تلاطم شب تار بارش ہوا

اب اشک و تپش چشم و دل میں نہیں

تھے یکجا کبھی آب و آتش ہوا

خالد محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa

Khalid Mahmood

nahin hai agar un mein barish hawa
uTha baadalon ki numaish hawa

gahe barf hai gah aatish hawa
tujhe kyun hai dilli se ranjish hawa

main gunjaan shahron ka mara hua
nawazish nawazish nawazish hawa

tere sath chalne ki aadat nahin
hamari na kar aazmaish hawa

shikasta safina musafir niDhaal
talatum shab-e-tar barish hawa

ab ashk o tapish chashm o dil mein nahin
the yakja kabhi aab o aatish hawa

(686) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa written by Khalid Mahmood at UrduPoint. Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa is one of the masterpieces written by Khalid Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Khalid Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Mahmood' above.

Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Hai Agar Un Mein Barish Hawa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.