Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi, Urdu Ghazal By Khalid Mahmood

Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Mahmood. Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شاید کہ مر گیا مرے اندر کا آدمی

خالد محمود

شاید کہ مر گیا مرے اندر کا آدمی

آنکھیں دکھا رہا ہے برابر کا آدمی

سورج ستارے کوہ و سمندر فلک زمیں

سب ایک کر چکا ہے یہ گز بھر کا آدمی

آواز آئی پیچھے پلٹ کر تو دیکھیے

پیچھے پلٹ کے دیکھا تو پتھر کا آدمی

اس گھر کا ٹیلیفون ابھی جاگ جائے گا

صاحب کو لے کے چل دیا دفتر کا آدمی

ذرے سے کم بساط پہ سورج نگاہیاں

خالدؔ بھی اپنا ہے تو مقدر کا آدمی

خالد محمود

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi

Khalid Mahmood

shayad ki mar gaya mere andar ka aadmi
aankhen dikha raha hai barabar ka aadmi

suraj sitare koh o samundar falak zamin
sab ek kar chuka hai ye gaz bhar ka aadmi

aawaz aai pichhe palaT kar to dekhiye
pichhe palaT ke dekha to patthar ka aadmi

is ghar ka telephone abhi jag jaega
sahab ko le ke chal diya daftar ka aadmi

zarre se kam-bisat pe suraj-nigahiyan
'KHalid' bhi apna hai to muqaddar ka aadmi

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi written by Khalid Mahmood at UrduPoint. Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi is one of the masterpieces written by Khalid Mahmood. You can also find the complete poetry collection of Khalid Mahmood by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Mahmood' above.

Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shayad Ki Mar Gaya Mere Andar Ka Aadmi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.