Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon, Urdu Ghazal By Khalid Naiyer

Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Naiyer. Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ کو نمناک کر جاتا ہے اکثر ان دنوں

خالد نیر

آنکھ کو نمناک کر جاتا ہے اکثر ان دنوں

آپ سے مل کر بچھڑ جانے کا منظر ان دنوں

ہم اسیر زلف جاناں ہجر کے مارے سہی

روشنی کرتے ہیں اکثر دل جلا کر ان دنوں

ساس کے طعنوں سے جل کر مر گئی کوئی بہو

تذکرہ مفلس کی بیٹی کا ہے گھر گھر ان دنوں

کچھ تمہاری بے وفائی سے بھی دل گھائل ہوا

کچھ تو اپنا بھی ہے برگشتہ مقدر ان دنوں

کانچ کے محلوں میں وہ رہتے تو ہیں نیرؔ مگر

اپنے ہاتھوں میں لئے پھرتے ہیں پتھر ان دنوں

خالد نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon

Khalid Naiyer

aankh ko namnak kar jata hai aksar in dinon
aap se mil kar bichhaD jaane ka manzar in dinon

hum asir-e-zulf-e-jaanan hijr ke mare sahi
raushni karte hain aksar dil jala kar in dinon

sas ke tanon se jal kar mar gai koi bahu
tazkira muflis ki beTi ka hai ghar-ghar in dinon

kuchh tumhaari bewafai se bhi dil ghayal hua
kuchh to apna bhi hai bargashta muqaddar in dinon

kanch ke mahlon mein wo rahte to hain 'nayyar' magar
apne hathon mein liye phirte hain patthar in dinon

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon written by Khalid Naiyer at UrduPoint. Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon is one of the masterpieces written by Khalid Naiyer. You can also find the complete poetry collection of Khalid Naiyer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Naiyer' above.

Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Ko Namnak Kar Jata Hai Aksar In Dinon, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.