Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib, Urdu Ghazal By Khalid Naiyer

Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Naiyer. Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

المیہ ایسا بھی ہو جاتا ہے منزل کے قریب

خالد نیر

المیہ ایسا بھی ہو جاتا ہے منزل کے قریب

ڈوب جاتا ہے سفینہ آ کے ساحل کے قریب

ہم ہی سلجھائیں گے آخر مشکلوں کی گتھیاں

ہاں ہمیں لے جائیے مشکل سے مشکل کے قریب

ہر گھڑی ہر لمحہ ہر پل سوچتا رہتا ہوں میں

دل ہے غم کے پاس یا غم ہے مرے دل کے قریب

موت نے بھی رشک سے دیکھا تھا میرے عزم کو

کتنی بے باکی سے میں بیٹھا تھا قاتل کے قریب

آبلہ پائی سے نیرؔ میں ہراساں تو نہیں

رفتہ رفتہ آ ہی جاؤں گا میں منزل کے قریب

خالد نیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib

Khalid Naiyer

alamiya aisa bhi ho jata hai manzil ke qarib
Dub jata hai safina aa ke sahil ke qarib

hum hi suljhaenge aaKHir mushkilon ki gutthiyan
han hamein le jaiye mushkil se mushkil ke qarib

har ghaDi har lamha har pal sochta rahta hun main
dil hai gham ke pas ya gham hai mere dil ke qarib

maut ne bhi rashk se dekha tha mere azm ko
kitni bebaki se main baiTha tha qatil ke qarib

aabla-pai se 'nayyar' main hirasan to nahin
rafta rafta aa hi jaunga main manzil ke qarib

(362) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib written by Khalid Naiyer at UrduPoint. Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib is one of the masterpieces written by Khalid Naiyer. You can also find the complete poetry collection of Khalid Naiyer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Naiyer' above.

Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib is a widely read Urdu Ghazal. If you like Alamiya Aisa Bhi Ho Jata Hai Manzil Ke Qarib, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.