Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le, Urdu Ghazal By Khalid Raheem

Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Raheem. Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنی نا کردہ گناہی کا صلہ بھی رکھ لے

خالد رحیم

اپنی نا کردہ گناہی کا صلہ بھی رکھ لے

دل کے خانے میں ذرا خوف خدا بھی رکھ لے

تجھ کو لے جائے گی سناٹے میں اک روز حیات

اپنے کانوں کے لیے سنگ صدا بھی رکھ لے

بجھ نہ جائے کہیں احساس کے شعلوں کا مزاج

منجمد وقت ہے تھوڑی سی ہوا بھی رکھ لے

فاصلہ اور بڑھا دے گی انا کی دہلیز

درمیاں زینۂ اخلاص وفا بھی رکھ لے

زندگی دشت طلسمات کی جانب ہے رواں

کچھ تو ہم راہ بزرگوں کی دعا بھی رکھ لے

روز کا ملنا گراں بار تعلق نہ بنے

بے سبب اس سے کبھی خود کو جدا بھی رکھ لے

خالد رحیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le

Khalid Raheem

apni na-karda-gunahi ka sila bhi rakh le
dil ke KHane mein zara KHauf-e-KHuda bhi rakh le

tujh ko le jaegi sannaTe mein ek roz hayat
apne kanon ke liye sang-e-sada bhi rakh le

bujh na jae kahin ehsas ke shoalon ka mizaj
munjamid waqt hai thoDi si hawa bhi rakh le

fasla aur baDha degi ana ki dahliz
darmiyan zina-e-iKHlas-e-wafa bhi rakh le

zindagi dasht-e-tilismat ki jaanib hai rawan
kuchh to hamrah buzurgon ki dua bhi rakh le

roz ka milna giran-bar-e-talluq na bane
be-sabab us se kabhi KHud ko juda bhi rakh le

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le written by Khalid Raheem at UrduPoint. Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le is one of the masterpieces written by Khalid Raheem. You can also find the complete poetry collection of Khalid Raheem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Raheem' above.

Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apni Na-karda-gunahi Ka Sila Bhi Rakh Le, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.