Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai, Urdu Ghazal By Khalid Siddiqui

Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Siddiqui. Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس شہر طلسمات کا دستور عجب ہے

خالد صدیقی

اس شہر طلسمات کا دستور عجب ہے

ہر شخص فسردہ ہے مگر خندہ بہ لب ہے

جیسے گھنے جنگل میں کوئی آگ لگا دے

اس شہر میں سورج کا نکلنا بھی غضب ہے

بے کار ہے بے معنی ہے اخبار کی سرخی

لکھا ہے جو دیوار پہ وہ غور طلب ہے

کیا مجھ کو اٹھائے گا کوئی میری جگہ سے

پتھر ہوں جو تعمیر کی بنیاد کا رب ہے

جو آنکھ کی پتلی میں رہا نور کی صورت

وہ شخص مرے گھر کے اندھیرے کا سبب ہے

خالد صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai

Khalid Siddiqui

is shahr-e-tilismat ka dastur ajab hai
har shaKHs fasurda hai magar KHanda-ba-lab hai

jaise ghane jangal mein koi aag laga de
is shahr mein suraj ka nikalna bhi ghazab hai

be-kar hai be-mani hai aKHbar ki surKHi
likkha hai jo diwar pe wo ghaur-talab hai

kya mujh ko uThaega koi meri jagah se
patthar hun jo tamir ki buniyaad ka rab hai

jo aankh ki putli mein raha nur ki surat
wo shaKHs mere ghar ke andhere ka sabab hai

(532) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai written by Khalid Siddiqui at UrduPoint. Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai is one of the masterpieces written by Khalid Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Khalid Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Siddiqui' above.

Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Shahr-e-tilismat Ka Dastur Ajab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.