Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain, Urdu Ghazal By Khalid Suhail

Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Suhail. Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہماری ذات کے جب در کھلے ہیں

خالد سہیل

ہماری ذات کے جب در کھلے ہیں

کبھی اندر کبھی باہر کھلے ہیں

ہمارے گھر میں وہ اپنائیت ہے

وہاں آ کر کئی بے گھر کھلے ہیں

خزاؤں میں جو ڈوبے تھے تو ہم پر

بہاروں کے حسیں منظر کھلے ہیں

بظاہر وہ بہت ہی کم سخن تھے

کتابوں میں مگر جوہر کھلے ہیں

جو بالوں میں سفیدی آ گئی ہے

تو پھر جا کر کہیں خود پر کھلے ہیں

خالد سہیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain

Khalid Suhail

hamari zat ke jab dar khule hain
kabhi andar kabhi bahar khule hain

hamare ghar mein wo apnaiyat hai
wahan aa kar kai be-ghar khule hain

KHizaon mein jo Dube the to hum par
bahaaron ke hasin manzar khule hain

ba-zahir wo bahut hi kam suKHan the
kitabon mein magar jauhar khule hain

jo baalon mein safedi aa gai hai
to phir ja kar kahin KHud par khule hain

(658) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain written by Khalid Suhail at UrduPoint. Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain is one of the masterpieces written by Khalid Suhail. You can also find the complete poetry collection of Khalid Suhail by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Suhail' above.

Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamari Zat Ke Jab Dar Khule Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.