Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota, Urdu Ghazal By Khalid Zahid

Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Zahid. Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حال دل کا عیاں نہیں ہوتا

خالد زاہد

حال دل کا عیاں نہیں ہوتا

ہم سے اب کچھ بیاں نہیں ہوتا

بت کدہ ہو حرم کہ مے خانہ

ذکر تیرا کہاں نہیں ہوتا

اک نظر خود پہ ڈالیے صاحب

آئنہ بد زباں نہیں ہوتا

موسم گل بھی اس برس ہم پر

جانے کیوں مہرباں نہیں ہوتا

اف تصور کے سلسلے زاہدؔ

ختم یہ کارواں نہیں ہوتا

خالد زاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota

Khalid Zahid

haal dil ka ayan nahin hota
hum se ab kuchh bayan nahin hota

but-kada ho haram ki mai-KHana
zikr tera kahan nahin hota

ek nazar KHud pe Daliye sahab
aaina bad-zaban nahin hota

mausam-e-gul bhi is baras hum par
jaane kyon mehrban nahin hota

uf tasawwur ke silsile 'zahid'
KHatm ye karwan nahin hota

(550) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota written by Khalid Zahid at UrduPoint. Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota is one of the masterpieces written by Khalid Zahid. You can also find the complete poetry collection of Khalid Zahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Zahid' above.

Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haal Dil Ka Ayan Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.