Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai, Urdu Ghazal By Khalid Zahid

Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Zahid. Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حسرت نہ کوئی دل میں تمنا نہ یاس ہے

خالد زاہد

حسرت نہ کوئی دل میں تمنا نہ یاس ہے

بے بات کیوں نہ جانے طبیعت اداس ہے

ہر شخص مانگتا ہے خراج تعلقات

جب سے ہمارے جسم پہ عمدہ لباس ہے

کیسے کہوں کہ تجھ سے تعلق نہیں کوئی

تو ہی نہیں ہے پاس ترا غم تو پاس ہے

پہنچی ذرا سی ٹھیس کہ ٹوٹا بکھر گیا

دل کیا ہے ایک کانچ کا نازک گلاس ہے

اوجھل ہوا نظر سے تو یادوں میں آ بسا

وہ دور کب ہوا ہے مرے دل کے پاس ہے

شاید ہوا ہے پھر کہیں شب خوں کا تذکرہ

زاہدؔ پھر آج چاند کا چہرا اداس ہے

خالد زاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai

Khalid Zahid

hasrat na koi dil mein tamanna na yas hai
be-baat kyon na jaane tabiat udas hai

har shaKHs mangta hai KHiraj-e-talluqat
jab se hamare jism pe umda libas hai

kaise kahun ki tujh se talluq nahin koi
tu hi nahin hai pas tera gham to pas hai

pahunchi zara si Thes ki TuTa bikhar gaya
dil kya hai ek kanch ka nazuk gilas hai

ojhal hua nazar se to yaadon mein aa basa
wo dur kab hua hai mere dil ke pas hai

shayad hua hai phir kahin shab-KHun ka tazkira
'zahid' phir aaj chand ka chehra udas hai

(381) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai written by Khalid Zahid at UrduPoint. Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai is one of the masterpieces written by Khalid Zahid. You can also find the complete poetry collection of Khalid Zahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Zahid' above.

Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hasrat Na Koi Dil Mein Tamanna Na Yas Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.