Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai, Urdu Ghazal By Khaqan Khavar

Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khaqan Khavar. Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چپ چاپ سے اس دشت میں ظلمت کا سماں ہے

خاقان خاور

چپ چاپ سے اس دشت میں ظلمت کا سماں ہے

پتھرائی ہوئی آنکھ میں شعلہ بھی کہاں ہے

سوکھے ہوئے پتوں کو جو روندو تو صدا دیں

پستے ہوئے انسان کے منہ میں تو زباں ہے

عظمت کی بلندی پہ میں جس سمت گیا ہوں

دیکھا ہے ترے پاؤں کا پہلے ہی نشاں ہے

آندھی جو چلی ساتھ اڑا لے گئی سب کو

کیا جانیے اس دشت میں اب کون کہاں ہے

روکیں بھی تو خاورؔ اسے روکا نہیں جاتا

جھونکے پہ مجھے عمر گریزاں کا گماں ہے

خاقان خاور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai

Khaqan Khavar

chup-chap se is dasht mein zulmat ka saman hai
pathrai hui aankh mein shoala bhi kahan hai

sukhe hue patton ko jo raundo to sada den
piste hue insan ke munh mein to zaban hai

azmat ki bulandi pe main jis samt gaya hun
dekha hai tere panw ka pahle hi nishan hai

aandhi jo chali sath uDa le gai sab ko
kya jaaniye is dasht mein ab kaun kahan hai

roken bhi to 'KHawar' use roka nahin jata
jhonke pe mujhe umr-e-gurezan ka guman hai

(675) ووٹ وصول ہوئے

You can read Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai written by Khaqan Khavar at UrduPoint. Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai is one of the masterpieces written by Khaqan Khavar. You can also find the complete poetry collection of Khaqan Khavar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khaqan Khavar' above.

Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chup-chap Se Is Dasht Mein Zulmat Ka Saman Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.