Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya, Urdu Ghazal By Khawaja Javed Akhtar

Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawaja Javed Akhtar. Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھوں میں بیج خواب کا بونے نہیں دیا

خواجہ جاوید اختر

آنکھوں میں بیج خواب کا بونے نہیں دیا

اک پل بھی اس نے چین سے سونے نہیں دیا

اشکوں سے دل کا زخم بھی دھونے نہیں دیا

مجھ کو خود اپنے حال پہ رونے نہیں دیا

یہ اور بات ہے وہ مرا ہو نہیں سکا

لیکن مجھے کسی کا بھی ہونے نہیں دیا

گم ہونا چاہتا تھا میں خود اپنے آپ میں

مجھ کو ترے گمان نے کھونے نہیں دیا

شامل ہے اس کی ذات میں میرا وجود بھی

تنہا کسی بھی موڑ پہ ہونے نہیں دیا

خواجہ جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya

Khawaja Javed Akhtar

aankhon mein bij KHwab ka bone nahin diya
ek pal bhi us ne chain se sone nahin diya

ashkon se dil ka zaKHm bhi dhone nahin diya
mujh ko KHud apne haal pe rone nahin diya

ye aur baat hai wo mera ho nahin saka
lekin mujhe kisi ka bhi hone nahin diya

gum hona chahta tha main KHud apne aap mein
mujh ko tere guman ne khone nahin diya

shamil hai us ki zat mein mera wajud bhi
tanha kisi bhi moD pe hone nahin diya

(672) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya written by Khawaja Javed Akhtar at UrduPoint. Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya is one of the masterpieces written by Khawaja Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Khawaja Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawaja Javed Akhtar' above.

Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankhon Mein Bij KHwab Ka Bone Nahin Diya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.