Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai, Urdu Ghazal By Khawaja Javed Akhtar

Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawaja Javed Akhtar. Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کی دنیا ہے مصیبت سے بھری رہتی ہے

خواجہ جاوید اختر

دل کی دنیا ہے مصیبت سے بھری رہتی ہے

پھر بھی ہر شاخ تمنا کی ہری رہتی ہے

جانے کب آ کے وہ دروازے پہ دستک دے دے

زندگی موت کی آہٹ سے ڈری رہتی ہے

خواب میں بھی نہیں دیکھا کبھی چہرہ اس کا

دل کے آئینے میں سنتے ہیں پری رہتی ہے

میں سکندر ہوں نہ صوفی نہ قلندر یارو

پھر بھی روشن مری آشفتہ سری رہتی ہے

ایک ہی پل میں پلٹتی ہے لکیروں جیسی

جیسے ہر سانس ہتھیلی پہ دھری رہتی ہے

خواجہ جاوید اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai

Khawaja Javed Akhtar

dil ki duniya hai musibat se bhari rahti hai
phir bhi har shaKH tamanna ki hari rahti hai

jaane kab aa ke wo darwaze pe dastak de de
zindagi maut ki aahaT se Dari rahti hai

KHwab mein bhi nahin dekha kabhi chehra us ka
dil ke aaine mein sunte hain pari rahti hai

main sikandar hun na sufi na qalandar yaro
phir bhi raushan meri aashufta-sari rahti hai

ek hi pal mein palaTti hai lakiron jaisi
jaise har sans hatheli pe dhari rahti hai

(612) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai written by Khawaja Javed Akhtar at UrduPoint. Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai is one of the masterpieces written by Khawaja Javed Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Khawaja Javed Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawaja Javed Akhtar' above.

Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ki Duniya Hai Musibat Se Bhari Rahti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.