Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka, Urdu Ghazal By Khawar Jilani

Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawar Jilani. Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیشہ کی طرح بانہیں مری پتوار کرنے کا

خاور جیلانی

ہمیشہ کی طرح بانہیں مری پتوار کرنے کا

کیا ہے فیصلہ ناؤ نے دریا پار کرنے کا

وہی ہے مشغلہ صدیوں پرانا آج بھی اپنا

زمیں پر بوجھ ہونے آسماں کو بار کرنے کا

سفر کا مرحلہ تو بعد میں محل نظر ہوگا

ابھی تو مدعا ہے راستہ پر خار کرنے کا

تعلق ٹوٹتا جاتا ہے اپنے آپ سے میرا

توسط بن رہی ہے آگہی بیزار کرنے کا

مجھے رکھتی ہے مشکل روزمرہ کی سہولت میں

مرا معمول ہے آسانیاں دشوار کرنے کا

تمدن کو ہوا دیتی ہے آشفتہ سری میری

مجھے تعمیر کرتا ہے جنوں مسمار کرنے کا

کہاں تک اور جانے آزماتی جائے گی مجھ پر

ہنر جو جانتی ہے شاعری بے کار کرنے کا

وہ کچھ سے کچھ بنا ڈالے گا تسلیمات کے معنی

سلیقہ آ گیا اس کو اگر انکار کرنے کا

نہ جانے سوچ کر سورج نے کیا شب کی قلمرو پر

ارادہ ملتوی ہی کر دیا یلغار کرنے کا

خاور جیلانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka

Khawar Jilani

hamesha ki tarah banhen meri patwar karne ka
kiya hai faisla naw ne dariya par karne ka

wahi hai mashghala sadiyon purana aaj bhi apna
zamin par bojh hone aasman ko bar karne ka

safar ka marhala to baad mein mahl-e-nazar hoga
abhi to muddaa hai rasta pur-KHar karne ka

talluq TuTta jata hai apne-ap se mera
tawassut ban rahi hai aagahi bezar karne ka

mujhe rakhti hai mushkil roz-marra ki sahulat mein
mera mamul hai aasaniyan dushwar karne ka

tamaddun ko hawa deti hai aashufta-sari meri
mujhe tamir karta hai junun mismar karne ka

kahan tak aur jaane aazmati jaegi mujh par
hunar jo jaanti hai shaeri bekar karne ka

wo kuchh se kuchh bana Dalega taslimat ke mani
saliqa aa gaya us ko agar inkar karne ka

na jaane soch kar suraj ne kya shab ki qalam-rau par
irada multawi hi kar diya yalghaar karne ka

(439) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka written by Khawar Jilani at UrduPoint. Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka is one of the masterpieces written by Khawar Jilani. You can also find the complete poetry collection of Khawar Jilani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawar Jilani' above.

Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamesha Ki Tarah Banhen Meri Patwar Karne Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.