Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein, Urdu Ghazal By Khawer Eijaz

Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawer Eijaz. Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو شخص راہ بناتا رہا درختوں میں

خاور اعجاز

جو شخص راہ بناتا رہا درختوں میں

اسی کو چھوڑ گیا راستہ درختوں میں

اچھل پڑا تھا جب اک بار جھیل کا پانی

بدن چھپاتی پھری تھی ہوا درختوں میں

نکل تو آئی کرن آرزو کے جنگل سے

الجھ کے رہ گئی لیکن قبا درختوں میں

زمانے بھر کی تمازت سے تھا سکوں لیکن

عجیب خوف کا احساس تھا درختوں میں

کہیں چراغ کہیں آئینہ کہیں خوشبو

رواں ہے کوئی عجب قافلہ درختوں میں

خاور اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein

Khawer Eijaz

jo shaKHs rah banata raha daraKHton mein
usi ko chhoD gaya rasta daraKHton mein

uchhal paDa tha jab ek bar jhil ka pani
badan chhupati phiri thi hawa daraKHton mein

nikal to aai kiran aarzu ke jangal se
ulajh ke rah gai lekin qaba daraKHton mein

zamane bhar ki tamazat se tha sukun lekin
ajib KHauf ka ehsas tha daraKHton mein

kahin charagh kahin aaina kahin KHushbu
rawan hai koi ajab qafila daraKHton mein

(526) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein written by Khawer Eijaz at UrduPoint. Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein is one of the masterpieces written by Khawer Eijaz. You can also find the complete poetry collection of Khawer Eijaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawer Eijaz' above.

Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo ShaKHs Rah Banata Raha DaraKHton Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.