Aadmi Shahr Se Nikalta Hai, Urdu Ghazal By Khizr Abbas

Aadmi Shahr Se Nikalta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khizr Abbas. Aadmi Shahr Se Nikalta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aadmi Shahr Se Nikalta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آدمی شہر سے نکلتا ہے

خضر عباس

آدمی شہر سے نکلتا ہے

قطرہ اب بحر سے نکلتا ہے

اس قدر نفرتوں کی عادت ہے

دم مرا مہر سے نکلتا ہے

جو ترے عشق میں ہے محو رقص

وہ کب اس لہر سے نکلتا ہے

ہے پسند دھوپ میں اسے رہنا

دل ترے سحر سے نکلتا ہے

آپ اب خواب میں نہیں آتے

خواب اب قہر سے نکلتا ہے

اس قدر خوف ہے کہ سورج بھی

آج دوپہر سے نکلتا ہے

زندگی دیکھتی ہے حیرت سے

کام جب زہر سے نکلتا ہے

خون فرہاد کا ہے یہ ورنہ

دودھ کب نہر سے نکلتا ہے

آنکھ میں اشک ہیں خضرؔ میرے

چشمہ اب دہر سے نکلتا ہے

خضر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aadmi Shahr Se Nikalta Hai

Khizr Abbas

aadmi shahr se nikalta hai
qatra ab bahr se nikalta hai

is qadar nafraton ki aadat hai
dam mera mahr se nikalta hai

jo tere ishq mein hai mahw-e-raqs
wo kab is lahr se nikalta hai

hai pasand dhup mein use rahna
dil tere sehr se nikalta hai

aap ab KHwab mein nahin aate
KHwab ab qahr se nikalta hai

is qadar KHauf hai ki suraj bhi
aaj dopahr se nikalta hai

zindagi dekhti hai hairat se
kaam jab zahr se nikalta hai

KHun farhad ka hai ye warna
dudh kab nahr se nikalta hai

aankh mein ashk hain 'KHizar' mere
chashma ab dahr se nikalta hai

(782) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aadmi Shahr Se Nikalta Hai written by Khizr Abbas at UrduPoint. Aadmi Shahr Se Nikalta Hai is one of the masterpieces written by Khizr Abbas. You can also find the complete poetry collection of Khizr Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khizr Abbas' above.

Aadmi Shahr Se Nikalta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aadmi Shahr Se Nikalta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.