Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka, Urdu Ghazal By Khumar Qureshi

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khumar Qureshi. Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئنہ تجھ پہ ہی صیقل نہیں ارزانی کا

خمار قریشی

آئنہ تجھ پہ ہی صیقل نہیں ارزانی کا

مرحلہ صرف بچا ہے مری حیرانی کا

تجھ سے مل آئے بہت پیچ بہت تاب کے بعد

قرض اترا ہی نہیں دل کی پشیمانی کا

چاہے جس باب سے تو مجھ کو رہائی دے دے

مجھ پہ مشکل نہیں رستہ تری آسانی کا

بجھ کے رہنا کبھی بے ساختہ جلنا کیا ہے

خوب انداز ہے جاناں تری مہمانی کا

یہ کتابوں یہ رسالوں کا سفر کچھ بھی نہیں

استعارہ ہی بہت ہے تری پیشانی کا

لیمپ بجھتے ہی سرہانے کا پری آتی ہے

رات بھر پھر وہی موسم ترے زندانی کا

خمار قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka

Khumar Qureshi

aaine tujh pe hi saiqal nahin arzani ka
marhala sirf bacha hai meri hairani ka

tujh se mil aae bahut pech bahut tab ke baad
qarz utra hi nahin dil ki pashemani ka

chahe jis bab se tu mujh ko rihai de de
mujh pe mushkil nahin rasta teri aasani ka

bujh ke rahna kabhi be-saKHta jalna kya hai
KHub andaz hai jaanan teri mehmani ka

ye kitabon ye risalon ka safar kuchh bhi nahin
istiara hi bahut hai teri peshani ka

lamp bujhte hi sirhane ka pari aati hai
raat-bhar phir wahi mausam tere zindani ka

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka written by Khumar Qureshi at UrduPoint. Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka is one of the masterpieces written by Khumar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Khumar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khumar Qureshi' above.

Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaine Tujh Pe Hi Saiqal Nahin Arzani Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.