Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka, Urdu Ghazal By Khumar Qureshi

Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khumar Qureshi. Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہوا میں زور ادھر سود و زیاں کا

خمار قریشی

ہوا میں زور ادھر سود و زیاں کا

ادھر پیوند خستہ بادباں کا

دریچہ کھولنے سے عار تم کو

ہمیں بھی ڈر بہت ہے شہر جاں کا

مرے حصے میں ہے خانہ خرابی

تری قسمت میں رستہ کہکشاں کا

چلو چل کر تکان اپنی اتاریں

کہیں رستہ نہ کھو جائے مکاں کا

کسی کے پلے کیا پڑتی کہانی

ورق گم ہے ہماری داستاں کا

یہ کس سے معجزہ سرزد ہوا ہے

ہر اک در کھل گیا ہے جسم و جاں کا

سجائیں بادل نا خواستہ کیوں

زبان یار میں تختہ دکاں کا

خمار قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka

Khumar Qureshi

hawa mein zor udhar sud-o-ziyan ka
idhar paiwand-e-KHasta baadban ka

daricha kholne se aar tum ko
hamein bhi Dar bahut hai shahr-e-jaan ka

mere hisse mein hai KHana-KHarabi
teri qismat mein rasta kahkashan ka

chalo chal kar takan apni utaren
kahin rasta na kho jae makan ka

kisi ke palle kya paDti kahani
waraq gum hai hamari dastan ka

ye kis se moajiza sarzad hua hai
har ek dar khul gaya hai jism-o-jaan ka

sajaen ba-dil-e-na-KHwasta kyon
zaban-e-yar mein taKHta dukan ka

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka written by Khumar Qureshi at UrduPoint. Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka is one of the masterpieces written by Khumar Qureshi. You can also find the complete poetry collection of Khumar Qureshi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khumar Qureshi' above.

Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hawa Mein Zor Udhar Sud-o-ziyan Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.