Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se, Urdu Ghazal By Khursheed Ahmad Malik

Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khursheed Ahmad Malik. Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کا کیسا رشتہ ہے شہنائی سے

خورشید احمد ملک

درد کا کیسا رشتہ ہے شہنائی سے

لاڈلی بیٹی پوچھ رہی ہے مائی سے

شادابی زخموں میں کیسے آئے گی

ان بن ٹھہری ہے میری پروائی سے

آنکھوں کے پیالے میں دنیا رہتی ہے

اس کو دیکھوں گا من کی بینائی سے

دشت کی جانب نکلا ہے پھر اس کے ساتھ

یوسف دھوکہ کھائے گا پھر بھائی سے

اپنے اندر کافی ڈوب چکا ہوں میں

نکلوں کیسے جسم کی گہری کھائی سے

سوچ سمجھ کر اس سے باتیں کرتا ہوں

پربت پیدا ہو جاتا ہے رائی سے

سننے والا کوئی نہیں آتا خورشیدؔ

شور لپٹ کر روتا ہے تنہائی سے

خورشید احمد ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se

Khursheed Ahmad Malik

dard ka kaisa rishta hai shahnai se
laDli beTi puchh rahi hai mai se

shadabi zaKHmon mein kaise aaegi
an-ban Thahri hai meri purwai se

aankhon ke pyale mein duniya rahti hai
us ko dekhunga man ki binai se

dasht ki jaanib nikla hai phir us ke sath
yusuf dhoka khaega phir bhai se

apne andar kafi Dub chuka hun main
niklun kaise jism ki gahri khai se

soch samajh kar us se baaten karta hun
parbat paida ho jata hai rai se

sunne wala koi nahin aata 'KHurshid'
shor lipaT kar rota hai tanhai se

(489) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se written by Khursheed Ahmad Malik at UrduPoint. Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se is one of the masterpieces written by Khursheed Ahmad Malik. You can also find the complete poetry collection of Khursheed Ahmad Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khursheed Ahmad Malik' above.

Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ka Kaisa Rishta Hai Shahnai Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.