Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas, Urdu Nazam By Khursheed Akbar

Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Khursheed Akbar. Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صرف شبنم سے نہیں بجھتی پیاس

خورشید اکبر

پھول نے عشق کیا تتلی سے

اور تتلی تھی کہ منڈراتی رہی

جانے کیا سوچ کے گھبراتی رہی

سوچتے سوچتے رفتہ رفتہ

زانوئے گل پہ مگر بیٹھ گئی

جینے مرنے کی بھی کھائی قسمیں

پھر اڑی لوٹ کے آئی نہ کبھی

ایک دن ایسا ہوا

دست گلچیں میں وہی قید ہوئی

ایک صیاد کی وہ صید ہوئی

اور پھر سینکڑوں منت کے بعد

پھڑپھڑاتی رہی آزاد ہوئی

اب تو وہ باغ میں

جانے سے بہت ڈرتی ہے

گل پہ مرتی تھی

اب بھی مرتی ہے

اک طرف پھول ہے پژمردہ اداس

صرف شبنم سے نہیں بجھتی پیاس

خورشید اکبر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas

Khursheed Akbar

phul ne ishq kiya titli se
aur titli thi ki manDraati rahi
jaane kya soch ke ghabraati rahi
sochte sochte rafta rafta
zanu-e-gul pe magar baiTh gai
jine marne ki bhi khai qasmen
phir uDi lauT ke aai na kabhi

ek din aisa hua
dast-e-gul-chin mein wahi qaid hui
ek sayyaad ki wo said hui
aur phir sainkaDon minnat ke baad
faDfaDati rahi aazad hui

ab to wo bagh mein
jaane se bahut Darti hai
gul pe marti thi
ab bhi marti hai

ek taraf phul hai pazhmurda udas
sirf shabnam se nahin bujhti pyas

(748) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas written by Khursheed Akbar at UrduPoint. Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas is one of the masterpieces written by Khursheed Akbar. You can also find the complete poetry collection of Khursheed Akbar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khursheed Akbar' above.

Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas is a widely read Urdu Nazam. If you like Sirf Shabnam Se Nahin Bujhti Pyas, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.