Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai, Urdu Ghazal By Khurshid Rabbani

Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Rabbani. Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے نصیب کا ہے یا ستارہ خواب کا ہے

خورشید ربانی

مرے نصیب کا ہے یا ستارہ خواب کا ہے

سفر کے باب میں لیکن سہارا خواب کا ہے

ترے خیال کا صحرا عبور کرنے میں

ہے نفع درد کا لیکن خسارہ خواب کا ہے

جلے بجھے ہوئے خیمے کی راکھ میں جس کو

ستارے ڈھونڈتے ہیں وہ شرارہ خواب کا ہے

خدا کرے کہ کھلے ایک دن زمانے پر

مری کہانی میں جو استعارہ خواب کا ہے

برس رہا ہے زمین سخن پہ جو خورشیدؔ

کسی ملال کا یا ابر پارہ خواب کا ہے

خورشید ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai

Khurshid Rabbani

mere nasib ka hai ya sitara KHwab ka hai
safar ke bab mein lekin sahaara KHwab ka hai

tere KHayal ka sahra ubur karne mein
hai nafa dard ka lekin KHasara KHwab ka hai

jale-bujhe hue KHeme ki rakh mein jis ko
sitare DhunDte hain wo sharara KHwab ka hai

KHuda kare ki khule ek din zamane par
meri kahani mein jo istiara KHwab ka hai

baras raha hai zamin-e-suKHan pe jo 'KHurshid'
kisi malal ka ya abr-para KHwab ka hai

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai written by Khurshid Rabbani at UrduPoint. Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai is one of the masterpieces written by Khurshid Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Rabbani' above.

Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Nasib Ka Hai Ya Sitara KHwab Ka Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.