Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai, Urdu Ghazal By Khurshid Rabbani

Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Rabbani. Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ترے فراق میں جو آنکھ سے رواں ہوا ہے

خورشید ربانی

ترے فراق میں جو آنکھ سے رواں ہوا ہے

وہ اشک خوں ہی مرے غم کا ترجماں ہوا ہے

ہے جانے کیا پس دیوار آئینہ جس پر

یقین کر کے بھی دل وقف صد گماں ہوا ہے

بریدہ شاخ شجر کا شکستہ پتوں کا

ترے سوا بھی کوئی موجۂ خزاں ہوا ہے

ذرا سی دیر کو اس نے پلٹ کے دیکھا تھا

ذرا سی بات کا چرچا کہاں کہاں ہوا ہے

بچھڑ کے تجھ سے تھا خورشیدؔ کا ٹھکانہ کیا

خوشا نصیب شب غم کا آستاں ہوا ہے

خورشید ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai

Khurshid Rabbani

tere firaq mein jo aankh se rawan hua hai
wo ashk-e-KHun hi mere gham ka tarjuman hua hai

hai jaane kya pas-e-diwar aaina jis par
yaqin kar ke bhi dil waqf-e-sad-guman hua hai

burida shaKH-e-shajar ka shikasta patton ka
tere siwa bhi koi mauja-e-KHizan hua hai

zara si der ko us ne palaT ke dekha tha
zara si baat ka charcha kahan kahan hua hai

bichhaD ke tujh se tha 'KHurshid' ka Thikana kya
KHusha-nasib shab-e-gham ka aastan hua hai

(583) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai written by Khurshid Rabbani at UrduPoint. Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai is one of the masterpieces written by Khurshid Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Rabbani' above.

Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Firaq Mein Jo Aankh Se Rawan Hua Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.