Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain, Urdu Ghazal By Khurshidul Islam

Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshidul Islam. Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کشتیٔ مے کو تصور میں رواں رکھتے ہیں

خورشید الاسلام

کشتیٔ مے کو تصور میں رواں رکھتے ہیں

جیب خالی ہے مگر دل تو جواں رکھتے ہیں

ہم کہ محروم ہیں دیدار خداوندی سے

چشم ظاہر تو بہ ہر سو نگراں رکھتے ہیں

خانقاہوں سے تعلق ہے نہ درباروں سے

نسبت سلسلۂ زلف بتاں رکھتے ہیں

جھک ہی جاتا ہے فلک آنکھ جہاں پڑتی ہے

چوم لیتی ہے زمیں پاؤں جہاں رکھتے ہیں

ہم سے آباد ہے مے خانۂ ہستی یعنی

دل کو رکھتے ہیں سبک سر کو گراں رکھتے ہیں

خورشید الاسلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain

Khurshidul Islam

kashti-e-mai ko tasawwur mein rawan rakhte hain
jeb KHali hai magar dil to jawan rakhte hain

hum ki mahrum hain didar-e-KHudawandi se
chashm-e-zahir to ba-har-su nigaran rakhte hain

KHanqahon se talluq hai na darbaron se
nisbat-e-silsila-e-zulf-e-butan rakhte hain

jhuk hi jata hai falak aankh jahan paDti hai
chum leti hai zamin panw jahan rakhte hain

hum se aabaad hai mai-KHana-e-hasti yani
dil ko rakhte hain subuk-sar ko garan rakhte hain

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain written by Khurshidul Islam at UrduPoint. Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain is one of the masterpieces written by Khurshidul Islam. You can also find the complete poetry collection of Khurshidul Islam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshidul Islam' above.

Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kashti-e-mai Ko Tasawwur Mein Rawan Rakhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.