Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain, Urdu Ghazal By Khwaja Ghulam Syedain Rabbani

Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Ghulam Syedain Rabbani. Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر میں اپنا شمار چاہتے ہیں

خواجہ غلام السیدین ربانی

گھر میں اپنا شمار چاہتے ہیں

یعنی ہم اختیار چاہتے ہیں

کچھ تو طے ہو زر مبادل جاں

اب کے ہم کاروبار چاہتے ہیں

عہد و میثاق توڑنے والے

پھر سے سودا ادھار چاہتے ہیں

عزتیں مفت میں نہیں ملتیں

مرتبے اعتبار چاہتے ہیں

ایک نسبت تمہارے در سے رہے

ہم کہاں افتخار چاہتے ہیں

کچھ تو اورنگ جاں کی زیب بڑھے

ایک کچا مزار چاہتے ہیں

خواجہ غلام السیدین ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain

Khwaja Ghulam Syedain Rabbani

ghar main apna shumar chahte hain
yani hum iKHtiyar chahte hain

kuchh to tai ho zar-e-mubaadil-e-jaan
ab ke hum karobar chahte hain

ahd-o-misaq toDne wale
phir se sauda udhaar chahte hain

izzaten muft mein nahin miltin
martabe eatibar chahte hain

ek nisbat tumhaare dar se rahe
hum kahan iftiKHar chahte hain

kuchh to aurang-e-jaan ki zeb baDhe
ek kachcha mazar chahte hain

(394) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain written by Khwaja Ghulam Syedain Rabbani at UrduPoint. Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain is one of the masterpieces written by Khwaja Ghulam Syedain Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Ghulam Syedain Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Ghulam Syedain Rabbani' above.

Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Main Apna Shumar Chahte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.