Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya, Urdu Ghazal By Krishn Bihari Noor

Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Krishn Bihari Noor. Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی سے راز محبت نہ آشکار کیا

کرشن بہاری نور

کسی سے راز محبت نہ آشکار کیا

تری نظر کے بدلنے تک انتظار کیا

نہ کوئی وعدہ تھا ان سے نہ کوئی پابندی

تمام عمر مگر ان کا انتظار کیا

ٹھہر کے مجھ پہ ہی اہل چمن کی نظروں نے

مرے جنون سے انداز بہار کیا

سحر کے ڈوبتے تارو گواہ رہنا تم

کہ میں نے آخری سانسوں تک انتظار کیا

جہاں سے تیری توجہ ہوئی فسانے پر

وہیں سے ڈوبتی نبضوں نے اختصار کیا

یہی نہیں کہ ہمیں انتظار کرتے رہے

کبھی کبھی تو انہوں نے بھی انتظار کیا

کرشن بہاری نور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya

Krishn Bihari Noor

kisi se raaz-e-mohabbat na aashkar kiya
teri nazar ke badalne tak intizar kiya

na koi wada tha un se na koi pabandi
tamam umr magar un ka intizar kiya

Thahar ke mujh pe hi ahl-e-chaman ki nazron ne
mere junun se andaz-e-bahaar kiya

sahar ke Dubte taro gawah rahna tum
ki main ne aaKHiri sanson tak intizar kiya

jahan se teri tawajjoh hui fasane par
wahin se Dubti nabzon ne iKHtisar kiya

yahi nahin ki hamin intizar karte rahe
kabhi kabhi to unhon ne bhi intizar kiya

(624) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya written by Krishn Bihari Noor at UrduPoint. Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya is one of the masterpieces written by Krishn Bihari Noor. You can also find the complete poetry collection of Krishn Bihari Noor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Krishn Bihari Noor' above.

Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Se Raaz-e-mohabbat Na Aashkar Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.