Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya, Urdu Ghazal By Krishna Kumar Toor

Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Krishna Kumar Toor. Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظوں میں اثر کہاں سے آیا

کرشن کمار طورؔ

لفظوں میں اثر کہاں سے آیا

رستے میں یہ گھر کہاں سے آیا

میں ہجر میں مسکرا رہا ہوں

مجھ میں یہ ہنر کہاں سے آیا

اک آگ سی اب لگی ہوئی ہے

پانی میں اثر کہاں سے آیا

نیزوں پہ سروں کو دیکھتا ہوں

دیوار میں در کہاں سے آیا

لو دینے لگے ہیں خاک داں بھی

مٹی میں اثر کہاں سے آیا

اب میں کیا بتاؤں مجھ میں اے طورؔ

جینے کا ہنر کہاں سے آیا

کرشن کمار طورؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya

Krishna Kumar Toor

lafzon mein asar kahan se aaya
raste mein ye ghar kahan se aaya

main hijr mein muskura raha hun
mujh mein ye hunar kahan se aaya

ek aag si ab lagi hui hai
pani mein asar kahan se aaya

nezon pe saron ko dekhta hun
diwar mein dar kahan se aaya

lau dene lage hain KHak-dan bhi
miTTi mein asar kahan se aaya

ab main kya bataun mujh mein ai 'tur'
jine ka hunar kahan se aaya

(565) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya written by Krishna Kumar Toor at UrduPoint. Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya is one of the masterpieces written by Krishna Kumar Toor. You can also find the complete poetry collection of Krishna Kumar Toor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Krishna Kumar Toor' above.

Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafzon Mein Asar Kahan Se Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.