Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson, Urdu Ghazal By Kuldeep Salil

Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kuldeep Salil. Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ منزل تھی نہ رستہ تھا کیا پھر بھی سفر برسوں

کلدیپ سلل

نہ منزل تھی نہ رستہ تھا کیا پھر بھی سفر برسوں

وہ جلوہ تو گیا لیکن رہا اس کا اثر برسوں

سوال زندگی اکثر کئے رہتا پریشاں تھا

تلاش زندگی میں ہی رہی اپنی نظر برسوں

ملی جو ماں مجھے کل رات سپنے میں تو یاد آیا

نہیں جانا ہوا میرا ہے اب کے اپنے گھر برسوں

نہیں دیتی ہماری زندگی بھی آج کل فرصت

تمہارا بھی نہیں ہوتا ہے اب آنا ادھر برسوں

مری محرومیوں سے واسطہ تھا کیا بھلا اس کا

ملا پایا نہیں یا رب میں دنیا سے نظر برسوں

نہ جانے انتظار اس کا سلیلؔ رہتا ہے کیوں تجھ کو

نہیں رہتی جسے شاید خود اپنی ہی خبر برسوں

کلدیپ سلل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson

Kuldeep Salil

na manzil thi na rasta tha kiya phir bhi safar barson
wo jalwa to gaya lekin raha us ka asar barson

sawal-e-zindagi aksar kiye rahta pareshan tha
talash-e-zindagi mein hi rahi apni nazar barson

mili jo man mujhe kal raat sapne mein to yaad aaya
nahin jaana hua mera hai ab ke apne ghar barson

nahin deti hamari zindagi bhi aaj-kal fursat
tumhaara bhi nahin hota hai ab aana idhar barson

meri mahrumiyon se wasta tha kya bhala is ka
mila paya nahin yarab main duniya se nazar barson

na jaane intizar us ka 'salil' rahta hai kyon tujh ko
nahin rahti jise shayad KHud apni hi KHabar barson

(668) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson written by Kuldeep Salil at UrduPoint. Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson is one of the masterpieces written by Kuldeep Salil. You can also find the complete poetry collection of Kuldeep Salil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kuldeep Salil' above.

Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Manzil Thi Na Rasta Tha Kiya Phir Bhi Safar Barson, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.