Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal, Urdu Ghazal By Kumar Panipati

Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kumar Panipati. Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عہد نو کی سسکیوں کا ساز ہے میری غزل

کمار پانی پتی

عہد نو کی سسکیوں کا ساز ہے میری غزل

سوز میں ڈوبی ہوئی آواز ہے میری غزل

زندگی کا نغمۂ صد ساز ہے میری غزل

وقت کے ہر عکس کی غماز ہے میری غزل

اس کی رگ رگ میں ہیں میری دھڑکنوں کی وسعتیں

میرے ہر ہم راز کی ہم راز ہے میری غزل

شیخ سعدیؔ سے نہیں مجھ کو کوئی نسبت مگر

اہل فن کو دعوت شیراز ہے میری غزل

جو جدید اسلوب کو دے گی روایت کا شعور

اس نئی تحریک کا آغاز ہے میری غزل

کمار پانی پتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal

Kumar Panipati

ahd-e-nau ki siskiyon ka saz hai meri ghazal
soz mein Dubi hui aawaz hai meri ghazal

zindagi ka naghma-e-sad-saz hai meri ghazal
waqt ke har aks ki ghammaz hai meri ghazal

us ki rag rag mein hain meri dhaDkanon ki wusaten
mere har hamraaz ki hamraaz hai meri ghazal

shaiKH 'sadi' se nahin mujh ko koi nisbat magar
ahl-e-fan ko dawat-e-shiraaz hai meri ghazal

jo jadid uslub ko degi riwayat ka shuur
is nai tahrik ka aaghaz hai meri ghazal

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal written by Kumar Panipati at UrduPoint. Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal is one of the masterpieces written by Kumar Panipati. You can also find the complete poetry collection of Kumar Panipati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Panipati' above.

Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ahd-e-nau Ki Siskiyon Ka Saz Hai Meri Ghazal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.