Us Ka Dukh, Urdu Nazam By Kumar Pashi

Us Ka Dukh is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Kumar Pashi. Us Ka Dukh comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Us Ka Dukh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا دکھ

کمار پاشی

وہ منتظر تھی

ہزار صدیوں سے منتظر تھی

میں ایک ذرہ

ہوا کے رتھ پر سوار، ہنستا ہوا

خلاؤں میں گنگناتا

ہزارہا سال کے سبھی حادثوں کی گرمی رگوں میں بھر کر

گھنے درختوں کے نرم سایوں میں آ کے اترا

وہ منتظر تھی

مجھے تھکن سے نڈھال دیکھا

تو کھلکھلا کر لپٹ گئی مجھ سے بے تحاشا

مرے بدن کو وہ رنگ بخشا

کہ خوشبوؤں میں نہائیں پگڈنڈیاں سہانی

وہ نور مجھ کو عطا کیا

جگمگا گئیں جنگلوں کی تنہائیاں پرانی

ہزار صدیاں گزر چکی ہیں

میں آج خود کو ڈبو چکا ہوں حیات کے

خیر و شر میں یکسر

مگر وہ اب بھی پکارتی ہے مرے لہو کو

مرے جنم کی وہ منتظر ہے

ہزار صدیوں سے منتظر ہے

کمار پاشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Dukh

Kumar Pashi

wo muntazir thi
hazar sadiyon se muntazir thi
main ek zarra
hawa ke rath par sawar, hansta hua
KHalaon mein gungunata
hazar-ha sal ke sabhi hadson ki garmi ragon mein bhar kar
ghane daraKHton ke narm sayon mein aa ke utra

wo muntazir thi
mujhe thakan se niDhaal dekha
to khilkhila kar lipaT gai mujh se be-tahasha
mere badan ko wo rang baKHsha
ki KHushbuon mein nahain pagDanDiyan suhani
wo nur mujh ko ata kiya
jagmaga gain jangalon ki tanhaiyan purani
hazar sadiyan guzar chuki hain
main aaj KHud ko Dubo chuka hun hayat ke
KHair o shar mein yaksar
magar wo ab bhi pukarti hai mere lahu ko
mere janam ki wo muntazir hai
hazar sadiyon se muntazir hai

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Dukh written by Kumar Pashi at UrduPoint. Us Ka Dukh is one of the masterpieces written by Kumar Pashi. You can also find the complete poetry collection of Kumar Pashi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Pashi' above.

Us Ka Dukh is a widely read Urdu Nazam. If you like Us Ka Dukh, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.