Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye, Urdu Ghazal By Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar. Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہو جستجو جسے ہر سر کی سنگ در کے لئے

کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

ہو جستجو جسے ہر سر کی سنگ در کے لئے

وہ سجدہ گاہ نہیں ہے ہمارے سر کے لئے

فقط نشیمن و دام و قفس کی بات نہیں

ابھی کچھ اور بھی باقی ہے بال و پر کے لئے

مجھے نصیب ہوئے تم تو میں یہی سمجھا

اثر دعا کے لئے ہے دعا اثر کے لئے

غم حیات غم عاشقی غم عقبیٰ

کچھ اور بھی ہو عطا عمر مختصر کے لئے

ادھر جنوں ہے ادھر عقل سوچتا کیا ہے

کہ یہ مقام نہیں ہے اگر مگر کے لئے

سحرؔ کے سر کی تمنا کریں نہ دیر و حرم

یہ وقف ہے کسی کافر کے سنگ در کے لئے

کنور مہیندر سنگھ بیدی سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye

Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar

ho justuju jise har sar ki sang-e-dar ke liye
wo sajda-gah nahin hai hamare sar ke liye

faqat nasheman-o-dam-o-qafas ki baat nahin
abhi kuchh aur bhi baqi hai baal-o-par ke liye

mujhe nasib hue tum to main yahi samjha
asar dua ke liye hai dua asar ke liye

gham-e-hayat gham-e-ashiqi gham-e-uqba
kuchh aur bhi ho ata umr-e-muKHtasar ke liye

idhar junun hai udhar aql sochta kya hai
ki ye maqam nahin hai agar magar ke liye

'sahar' ke sar ki tamanna karen na dair-o-haram
ye waqf hai kisi kafir ke sang-e-dar ke liye

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

More Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar Poetry

You can read Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye written by Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar at UrduPoint. Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye is one of the masterpieces written by Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar. You can also find the complete poetry collection of Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar' above.

Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ho Justuju Jise Har Sar Ki Sang-e-dar Ke Liye, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.