Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha, Urdu Ghazal By Laiq Aajiz

Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Laiq Aajiz. Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھ میں اس میں حجاب تھا نہ رہا

لئیق عاجز

مجھ میں اس میں حجاب تھا نہ رہا

پہلے جو اضطراب تھا نہ رہا

کفر ہی دین بن گیا میرا

کفر میں جو حجاب تھا نہ رہا

لذت صبح و شام بھول گئے

دل جو بھن کر کباب تھا نہ رہا

بے حیائی کی اوڑھ لی چادر

پہلے وہ آب آب تھا نہ رہا

اس نے اب ساتھ میرا چھوڑ دیا

عشق میں کامیاب تھا نہ رہا

روز و شب چین سے گزرتے ہیں

وقت میں پیچ و تاب تھا نہ رہا

ہو گئے اس کے در کے پہرے دار

میرا جینا عذاب تھا نہ رہا

شام ہوتے ہی بجھ گیا عاجزؔ

ایک مفلس کا خواب تھا نہ رہا

لئیق عاجز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha

Laiq Aajiz

mujh mein us mein hijab tha na raha
pahle jo iztirab tha na raha

kufr hi din ban gaya mera
kufr mein jo hijab tha na raha

lazzat-e-subh-o-sham bhul gae
dil jo bhun kar kabab tha na raha

be-hayai ki oDh li chadar
pahle wo aab aab tha na raha

is ne ab sath mera chhoD diya
ishq mein kaamyab tha na raha

roz-o-shab chain se guzarte hain
waqt mein pech-o-tab tha na raha

ho gae us ke dar ke pahre-dar
mera jina azab tha na raha

sham hote hi bujh gaya 'ajiz'
ek muflis ka KHwab tha na raha

(599) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha written by Laiq Aajiz at UrduPoint. Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha is one of the masterpieces written by Laiq Aajiz. You can also find the complete poetry collection of Laiq Aajiz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Laiq Aajiz' above.

Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujh Mein UsMein Hijab Tha Na Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.