Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar, Urdu Ghazal By Latif Shah Shahid

Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Latif Shah Shahid. Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل اپنا شب ہجر میں رات بھر

لطیف شاہ شاہد

دل اپنا شب ہجر میں رات بھر

لٹکتا رہا درد کے دار پر

چھٹی تیری چوکھٹ چھٹا اپنا گھر

محبت میں یوں ہو گئے در بدر

کبھی ہو ہی جائیں گے غم سے رہا

کبھی مل ہی جائے گی اپنی خبر

تغافل سے بڑھتی ہیں رسوائیاں

ذرا ہم پہ بھی ڈالیے اک نظر

ہوا اپنے ہی ہاتھ سے اپنا خوں

ہوا عشق کا معرکہ خوب سر

محبت میں شاہدؔ کو راس آس کا

نہ گلشن نہ صحرا نہ مسجد نہ گھر

لطیف شاہ شاہد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar

Latif Shah Shahid

dil apna shab-e-hijr mein raat bhar
laTakta raha dard ke dar par

chhuTi teri chaukhaT chhuTa apna ghar
mohabbat mein yun ho gae dar-ba-dar

kabhi ho hi jaenge gham se riha
kabhi mil hi jaegi apni KHabar

taghaful se baDhti hain ruswaiyan
zara hum pe bhi Daliye ek nazar

hua apne hi hath se apna KHun
hua ishq ka marka KHub sar

mohabbat mein 'shahid' ko ras aas ka
na gulshan na sahra na masjid na ghar

(752) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar written by Latif Shah Shahid at UrduPoint. Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar is one of the masterpieces written by Latif Shah Shahid. You can also find the complete poetry collection of Latif Shah Shahid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Latif Shah Shahid' above.

Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Apna Shab-e-hijr Mein Raat Bhar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.