KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya, Urdu Ghazal By Liaqat Jafri

KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Liaqat Jafri. KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خامشی کو صدا میں رکھا گیا

لیاقت جعفری

خامشی کو صدا میں رکھا گیا

ایک جادو ہوا میں رکھا گیا

چاک جاں سے اتار کر کوزہ

صحن آب و ہوا میں رکھا گیا

پھر مرتب کیے گئے جذبات

عشق کو ابتدا میں رکھا گیا

سنگ بنیاد تھی خلاؤں کی

ایک پتھر ہوا میں رکھا گیا

ایک کونپل سجائی اچکن پر

ایک خنجر قبا میں رکھا گیا

ایک دریا اٹھا کے لایا گیا

دشت کرب و بلا میں رکھا گیا

مشتہر کی گئیں دعائیں بہت

اور اثر بد دعا میں رکھا گیا

مجھ کو تخلیق سے گزارا گیا

اور خدا کی رضا میں رکھا گیا

انکشافات ہو چکے سارے

معجزے کو انا میں رکھا گیا

لیاقت جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya

Liaqat Jafri

KHamushi ko sada mein rakkha gaya
ek jadu hawa mein rakkha gaya

chaak-e-jaan se utar kar kuza
sahn-e-ab-o-hawa mein rakkha gaya

phir murattab kiye gae jazbaat
ishq ko ibtida mein rakkha gaya

sang-e-buniyaad thi KHalaon ki
ek patthar hawa mein rakkha gaya

ek konpal sajai achkan par
ek KHanjar qaba mein rakkha gaya

ek dariya uTha ke laya gaya
dasht-e-karb-o-bala mein rakkha gaya

mushtahar ki gain duaen bahut
aur asar bad-dua mein rakkha gaya

mujh ko taKHliq se guzara gaya
aur KHuda ki raza mein rakkha gaya

inkishafat ho chuke sare
moajaze ko ana mein rakkha gaya

(603) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya written by Liaqat Jafri at UrduPoint. KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya is one of the masterpieces written by Liaqat Jafri. You can also find the complete poetry collection of Liaqat Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Liaqat Jafri' above.

KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamushi Ko Sada Mein Rakkha Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.