Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya, Urdu Ghazal By Lucky Farooqi Hasrat

Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Lucky Farooqi Hasrat. Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لفظوں میں آگ بھرنے کا فن لے لیا گیا

لکی فاروقی حسرت

لفظوں میں آگ بھرنے کا فن لے لیا گیا

ہم سے ہمارا طرز سخن لے لیا گیا

بچے ہوئے جوان تو ماں باپ چل بسے

یعنی بہار دے کے چمن لے لیا گیا

گاڑی کے نیچے آ گئی مفلس کی زندگی

فوری معاوضے میں کفن لے لیا گیا

پہلے تو ہم کو دی گئی مانگے بغیر روح

پھر کچھ کہے بغیر بدن لے لیا گیا

اک دستخط سے ہو گئیں تقسیم سرحدیں

اک دستخط سے عضو وطن لے لیا گیا

لکی فاروقی حسرت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya

Lucky Farooqi Hasrat

lafzon mein aag bharne ka fan le liya gaya
hum se hamara tarz-e-suKHan le liya gaya

bachche hue jawan to man-bap chal base
yani bahaar de ke chaman le liya gaya

gaDi ke niche aa gai muflis ki zindagi
fauri muawze mein kafan le liya gaya

pahle to hum ko di gai mange baghair ruh
phir kuchh kahe baghair badan le liya gaya

ek dastaKHat se ho gain taqsim sarhaden
ek dastaKHat se uzw-e-watan le liya gaya

(521) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya written by Lucky Farooqi Hasrat at UrduPoint. Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya is one of the masterpieces written by Lucky Farooqi Hasrat. You can also find the complete poetry collection of Lucky Farooqi Hasrat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Lucky Farooqi Hasrat' above.

Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lafzon Mein Aag Bharne Ka Fan Le Liya Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.