Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha, Urdu Ghazal By M J Khalid

Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, M J Khalid. Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنسوؤں کے پھول پھل کا ذائقہ کچھ اور تھا

ایم جے خالد

آنسوؤں کے پھول پھل کا ذائقہ کچھ اور تھا

درد کی شاخوں پہ کھلنے کا مزا کچھ اور تھا

تم نے کیا کیا سونپ ڈالے مصلحت کی دھوپ کو

سائبانی کے سفر کا سلسلہ کچھ اور تھا

سرمدی سوچیں فلک رتبہ ہوئیں میرے طفیل

شہر کے پیغامبر کا مشورہ کچھ اور تھا

لفظ کے ہاتھوں ہوئی رسوائی میرے شعر کی

فکر کے کشکول میں تو یا خدا کچھ اور تھا

ایم جے خالد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha

M J Khalid

aansuon ke phul-phal ka zaiqa kuchh aur tha
dard ki shaKHon pe khilne ka maza kuchh aur tha

tum ne kya kya saunp Dale maslahat ki dhup ko
saebani ke safar ka silsila kuchh aur tha

sarmadi sochen falak-rutba huin mere tufail
shahr ke paighambar ka mashwara kuchh aur tha

lafz ke hathon hui ruswai mere sher ki
fikr ke kashkol mein to ya-KHuda kuchh aur tha

(477) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha written by M J Khalid at UrduPoint. Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha is one of the masterpieces written by M J Khalid. You can also find the complete poetry collection of M J Khalid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of M J Khalid' above.

Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aansuon Ke Phul-phal Ka Zaiqa Kuchh Aur Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.